Pages

Wednesday, March 31, 2010

Security Camera

3 comments:

  1. is cheez ki bohat zaiada zaroorat hay. aasay bahi jo already sec. camera use kar rahay hain wo zaroor apnay experement share karian. hamara kaam waisay bhi bohat riski hay. and jo cash hamaray paas hoti hay wo waisay bhi logon ki aamanat hoti hay jab tak is ko malik kay hawalay na kra day.
    is kay ilawa bhi sec. camaray kay kai faiday ho saktay hain misal kay tor par baqaia raqam kay hawalay say jo maslay aatay hain wo check ho saktay hain.


    Thanks.

    Akhlaq Ahmad 03009713047
    Fateh Jang Attock.

    ReplyDelete
  2. Mera Naam Ashfaq hai or mai NADRA ka frechise ho Dear Pakiez aap ki tarf sey aik blog se mail mile jis mai aap ki tarf se kaha gaya ke ager dosrey ferachies bhi apni kisi qisam ki koi raei dena cahey tu mujhey mail kerdey tu aap ousey as it is blog per post ker dey ge. es silsley mei may ne kuch attachment send ki thi ju key ab tak post nahi howi. azraei keam meri wo attacment bhi post ker dy or saath hi mai ye bhi janna chaonga key kis tarha sey khud apny ideas or mashwarey post urdu format mai post ker sakta ho ommid karta ho key fori jawaab deygey sukriya

    Mohammed Ashfaq
    ID 61342
    North karachi
    Cell: 03212519980
    samisain@hotmail.com
    samisain@gmail.com
    Skype ID: samisain

    ReplyDelete
  3. AOA, Ashfaq bhiye, kaisay mizaj hain.
    bhiya mujhay ap ki mail nain milly, baraiye e karam issay dobara (pakiez@gmail.com) pay send kar dain.
    ap Urdu Inpage main likh sakhtay hain, agar ap Unicode main likhna chatay hain to os kay liye yahan say file upload kar lain.
    https://dl-web.dropbox.com/get/UrduEditorLite.zip?w=db145a21

    Sukriya

    ReplyDelete