nadra walay target to pora karana chahtay hain lakin un aqal kay andoon ko yeh knowledge nai hay kay aik area main Bills ki taadad to same hi rahay gi agar collect karnay walay 5 hongay to wo 5 per devide ho jay gi aor agar collect karany walay 50 hongay to yeh taadad 50 per devide ho jay gi.....
is tarah to faranchisee ko aapas main laria jarhah hay kay wo aik dosray kay customers tor kar aik dosray ky khilaf ho jay.
is silsilay main UBL omni ki policiy sab say best hain wo 1 Km kay area main abi tak to dosri faranchise nahi day rahay baad ka pata ni agar nadra wlooln kay naqshe qadam par chalay gay to phir to is kaam ka Allah hi Hafiz ho ga...
SALES TARGET IS ILLEGAL & UNJUST. NADRA KAY INITIAL RULES AUR AGREEMENT MAY KAHIN SALES TARGET KA ZIKAR NAHI THA, DOSRA, NADRA GOVT. ENTITY KE SUBSIDIARY HAI, JIS KA KAAM AWAM KE WELFARE HAI NA KAY PRIVATE COMPANIES KE TARAH SALES TARGET DAYNA. NADRA AUTHORITIES KAY YE ILLEGAL ACT AUR THREATS AB FRANCHISEES KO PARESHAN KAR RAHAY AUR MAJBOOR KAR RAHAY HAIN KAY AB TANG AA KAR IS MASLAY AUR ESAHULAT KE WADA KHILAFION KO COURT OF LAW MAY CHALLENGE KIA JAE. ARBITRATION ACT 1940 KAY ZIKAR SAY IN MASAIL KO COURT OF LAW MAY JAANAY SAY KOI NAHI ROK SAKT. PHIR YE PABANDI KAY ARBITRATION SIRF ISLAMABAD MAY HO GA, AUR ENGLISH MAY HO GA, AIK FAZOOL SE BAAT HAI. TANG AAMAD, BA JANG AAMAD KAY MISDAAK, ESAHULAT FRANCHISEES APNI TAWEEL MEHNAT KA PHAL EASYPAISA YA UBL OMNI KE GOOAD MAY DAL DAIN GAY, IS KA SHAYAD NADRA AUTHORITIES KO ANDAZA NAHI. NADRA KAY PAS SIRF AIK IZAFI PRODUCT CNIC VERIFICATION HE TAU HAI, BAKI SUB BALKAY ESAHULAT SAY ZIADA PRODUCTS TAU EASYPAISA AUR UBL OMNI KAY PAS HAIN.
NADRA Naadar Pan Khud tu kochh kertey nahi or her bar farnchies ko pareishn kenty ki dookaan khol rakhi hai key kisi terha apni afsaraan se wah wah kerwley. khodara ye Daada giri waley kaam chhor ker nadra apni Zimmey dari ko heisan tariqey mukamaml kery...or Farnchies ko dhamkana band kerdey kahi aeisa na ho key ye fanchieses NADRA ko band kerdey...
NADRA NE JO HR REGIONAL OFFICES MEIN OFFICERS BETTHAYE HOWAY HEIN UNNKO OR TOU KOI KAAM NAHI HAI. NA HI UNN K PAAS KOI AUTHORITY HAI. SIRF SALES INCREASE KRNAY K LIYE FRANCHISEES PER PRESSURE DALNA UNN KI PEHLI TARJEH HAI. SARA KAAM TOU ISLAMABAD WALAY KRTAY HEIN. NEW FRANCHISE DEPLOYMENT & SUBLETS KI PROMOTION, FRANCHISEES KO BEHLANAY OR DRANAY DHAMKANAY K LIYE REGIONAL OFFICER BETTHAY HOWAY HEIN. HIGHER MANAGEMENT K SAAMNAY YE LOG KOI BAAT KAR HI NAHI SAKTAY. REGIONAL OFFICES KO FORI TOR PER BAND KR DENA CHAHIYE JAB UNNKA KOI KAAM HI NAHI HAI.
+ Comments + 5 Comments
Dear Kaleem!
ham sab aap say 101 percent agree hain...
nadra walay target to pora karana chahtay hain lakin un aqal kay andoon ko yeh knowledge nai hay kay aik area main Bills ki taadad to same hi rahay gi agar collect karnay walay 5 hongay to wo 5 per devide ho jay gi aor agar collect karany walay 50 hongay to yeh taadad 50 per devide ho jay gi.....
is tarah to faranchisee ko aapas main laria jarhah hay kay wo aik dosray kay customers tor kar aik dosray ky khilaf ho jay.
is silsilay main UBL omni ki policiy sab say best hain wo 1 Km kay area main abi tak to dosri faranchise nahi day rahay baad ka pata ni agar nadra wlooln kay naqshe qadam par chalay gay to phir to is kaam ka Allah hi Hafiz ho ga...
Akhlaq Ahmad
Fateh Jang, Attock
SALES TARGET IS ILLEGAL & UNJUST.
NADRA KAY INITIAL RULES AUR AGREEMENT MAY KAHIN SALES TARGET KA ZIKAR NAHI THA, DOSRA, NADRA GOVT. ENTITY KE SUBSIDIARY HAI, JIS KA KAAM AWAM KE WELFARE HAI NA KAY PRIVATE COMPANIES KE TARAH SALES TARGET DAYNA.
NADRA AUTHORITIES KAY YE ILLEGAL ACT AUR THREATS AB FRANCHISEES KO PARESHAN KAR RAHAY AUR MAJBOOR KAR RAHAY HAIN KAY AB TANG AA KAR IS MASLAY AUR ESAHULAT KE WADA KHILAFION KO COURT OF LAW MAY CHALLENGE KIA JAE.
ARBITRATION ACT 1940 KAY ZIKAR SAY IN MASAIL KO COURT OF LAW MAY JAANAY SAY KOI NAHI ROK SAKT.
PHIR YE PABANDI KAY ARBITRATION SIRF ISLAMABAD MAY HO GA, AUR ENGLISH MAY HO GA, AIK FAZOOL SE BAAT HAI.
TANG AAMAD, BA JANG AAMAD KAY MISDAAK, ESAHULAT FRANCHISEES APNI TAWEEL MEHNAT KA PHAL EASYPAISA YA UBL OMNI KE GOOAD MAY DAL DAIN GAY, IS KA SHAYAD NADRA AUTHORITIES KO ANDAZA NAHI.
NADRA KAY PAS SIRF AIK IZAFI PRODUCT CNIC VERIFICATION HE TAU HAI, BAKI SUB BALKAY ESAHULAT SAY ZIADA PRODUCTS TAU EASYPAISA AUR UBL OMNI KAY PAS HAIN.
NADRA Naadar Pan
Khud tu kochh kertey nahi or her bar farnchies ko pareishn kenty ki dookaan khol rakhi hai key kisi terha apni afsaraan se wah wah kerwley. khodara ye Daada giri waley kaam chhor ker nadra apni Zimmey dari ko heisan tariqey mukamaml kery...or Farnchies ko dhamkana band kerdey kahi aeisa na ho key ye fanchieses NADRA ko band kerdey...
NADRA NE JO HR REGIONAL OFFICES MEIN OFFICERS BETTHAYE HOWAY HEIN UNNKO OR TOU KOI KAAM NAHI HAI. NA HI UNN K PAAS KOI AUTHORITY HAI. SIRF SALES INCREASE KRNAY K LIYE FRANCHISEES PER PRESSURE DALNA UNN KI PEHLI TARJEH HAI. SARA KAAM TOU ISLAMABAD WALAY KRTAY HEIN. NEW FRANCHISE DEPLOYMENT & SUBLETS KI PROMOTION, FRANCHISEES KO BEHLANAY OR DRANAY DHAMKANAY K LIYE REGIONAL OFFICER BETTHAY HOWAY HEIN. HIGHER MANAGEMENT K SAAMNAY YE LOG KOI BAAT KAR HI NAHI SAKTAY.
REGIONAL OFFICES KO FORI TOR PER BAND KR DENA CHAHIYE JAB UNNKA KOI KAAM HI NAHI HAI.
Imposible, telenor aur ubl abhi NADRA ka muqabla nahi kar saktin sorry main itfaq nahi karta.
Post a Comment