Pages

Wednesday, June 23, 2010

Sukriya

A.O.A.
Main ASSAD BUKHARI SAHIB,or tamam compliance team k shukriya ada kerta hon or NADRA HQ ka bhi shukriya aada kerta hon.
18-06-2010. ko U.B.L net banking ki kharabi k sabab mera recharge na ho sakka. 19-06-010. main ne sirf ek msg kiya to Asad Buhari sahib chareman Multan region ne forun mujhe msg kiya k aap peresahan na ho aap ke bills extend ho jayen. NADRA HQ ne forn hi mujhe jawab diya or tamam zabte ki tehkikat ker k monday ko mere bills extend ker deye.
Is tamam karwai main Compliance team ko main ne inform kiye rakha or unhon ne mera sath deya.
or is tarhan mujhe 35000. k nuksan say bacha leya.
Mari Tamam esahulat franchisees say guzarish hay k compliance team hamare liye banye gi hay or bari khush dili say hamare masle hall kerti hay.
on k sath rahin ta k mushkil waqat main aap k maslam forn hall kiya jaye .
Agar kisi franchisee bhi ko koi is tarhan k masla ho jaey to mujh say mashwara ker sakta hay.

Malik MUhammad Safdar.
Kiosk id.60649
Ahmadpur East.
Dist. Bahawalpur.
03006164944

6 comments:

  1. weldon Malik Muhammad Safdar....
    Aayenda kisi takleef ki soorat mein aap se raabta kreinge..
    franchisees ko apni union k liye aik leadership ki zarorat hai..

    ReplyDelete
  2. AGAR HAMARI COMPLAINTS TIME PAR RESOLVE HO JAEN TOW ESAHULAT JASA KOI NAHIN HAY!!!!!

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  4. dear all frenchise salaam
    muje koi ubl net bnking active karana ka proceger batay ga
    razzaq sialkot
    id 61215
    03024393508

    ReplyDelete
  5. Dear sa

    http://www.esahulat.org par login karay . Downloads main jain aor

    UBL Franchise Recharge Through Net Banking :
    UBL Net Banking Sign Up Procedure :

    downlod kar lay sari details mil jaiy gi.

    good luck

    Akhlaq Ahmad
    03009713047

    ReplyDelete
  6. MERE BHAIYO, SALAM ALAYKUM,
    SAB MILKAR ALHAMDOLILLAH PARRHO K ALLAH NE NADRA MANAGEMENT KO FRANCHISEES KI PROBLEMS TIME PER SOLVE KRNAY KI TOUFEEQ DI HAI WAGARNA INNKO KBHI FRANCHISEES KI MUSEEBATON KA KHAYAL TAK NAHI AAYA HAI. DUA HAI K AAYENDA BHI YE LOG SAMJHEIN K YE FRANCHISEES BHI RIZQ-E-HALAL KI LIYE KOSHISH KRTAY HEIN INNKO NUQSAAN HOGA TOU YE KAHAN SE NADRA KO ACHHA KAHEIN GE. FRANCHISEE K DIL SE KBHI NADRA & USSKI MANAGEMENT K LIYE DUA NAHI NIKALTI. ISS BUSINESS KRNAY WALON KO KBHI SUKOON NAHI MILTA.

    ReplyDelete