Pages

Tuesday, December 7, 2010

Nadra Money Transfer ki Aamad Are you ready?

Nadra Money Transfer ki Aamad Are you ready?


9 comments:

  1. bhai kab launch kar rahe hain nadra wale money transfer.kya koi mujhe batay ga.

    ReplyDelete
  2. launch to ho gaya hai dakhtay hain kay is ka taraqaykar kaya hai or is ke camissiom kitni hoti hai wasay mujh ko samaj nahein aa raha kay money transfer jab hum karain gay to kaya pasiay hamaray account say katain gay agar aasa hoga to hum 2:00pm kay baad hum money transfer ka kam be naehin kar saktay kun kay agar koi money transfer kay leya 5:00pm kay baad aata hai to pasaiay to transfer ho jain gay lakein hum phir bill pay kasay karain gay kun kay os waqt pasia bank main nahein ja saktay

    ReplyDelete
  3. i m so happy about nadra esahulat on MONEY TRANSFER

    ReplyDelete
  4. main ne sunna hai ke railway tickting,money transfer,bay form,duplicate id card etc.lekin abhi tak in main se koi bhi cheez inhon ne launch nahi ki.bus yahi baat hai sarkaari aur privete company ki.

    ReplyDelete
  5. yeh baychary ab tak RTF ko sahee Tareeky sy nahe chala saky inhon ny money transfer kysy ker ni hy.
    yeh kam EasyPysa walon ka hy k jo kaha ker k dikhaya.

    ReplyDelete
  6. hamare illake main kuch illegal agent bethe hue hain.main ne nadra walon ko kitni dafa phone kiya hai lekin abhi tak kisi ne jawab nahi diya kehte hain ke hum ne aap ki complaint note kar li hai lekin abhi tak un ka numainda nahi aaya.agar yeh hum se tauwan nahi karein ge to nadra esahulat kesie chal sakti hai.

    ReplyDelete
  7. sub log last day k bill jama karnay band kar daiy nadra walay khud taheek ho jay gy

    ReplyDelete
  8. nadra ny jadeed technology de hy,magar kuch paychdgiyan dor kar dy to frainchasy easy ho jy ga. mony transfer k mutalik kuch wezahat hony chahy.

    ReplyDelete
  9. yar mara galalt bill pay hogya ta 27 july ko abi tak mara masla hatam nahe howa,jase he mara masla hal hoga,
    main apni franchise close kardonga.
    q ke jab 6 month main aik bill revrs nahe kya ja sakta to in future ye Nadra e-gham wale kya karenge,

    ReplyDelete