yeh facility to 2 saal say mojod hay aor sari dunia ko pata bhi hay.....
yeh baat sun kar maloomat main izafa hua hay kay nadra e sahulat centers ki taadad 5000 ho gai hay (Target 50,000+) ka hay lakin sahuliat wahi hay jo 2 saal pehlay thi .
nadra ki kisi website par in sahulat centers ki koi detail nai hay kisi qisam ki koi directoy nai hay UBL Omni and Telenor easy paisa shops ki complet detail un ki website par mojod hay. lakin nadra walay jin ko yeh aizaaz to hay kay un kay pas dunia ka sab say bara database hay apnay e sahulat faranchise ki directry bananay main abi tak naakam hay ya shahid un ko abi tak is ka Theeka nai mila anyhow..............
Kaash is mian BISP , Monty Trf wo bhi International, Easy Load,Railway , PIA Ticketing etc ki baat bi hoti
E SAHULAT KE NEEND UREE HUE HAI ........... YES ; ITS TRUE ********** TELENOR EASYPAISA, ZONG CSC BILLING AUR UBL OMNI DUKAAN KAY ANAY SAY NADRA E SAHULAT KEE NEEND UREE HUE HAI. JEE HAA, NADRA KO APNA LAKHO RUPEES KA LAGAYA HUA SET-UP KHATRAY MAY DIKH RAHA HAI, IS LIAY AB KABHI SSGC BILL PAY, KABHI EXPRESS NEWSPAPER MAY AD DAYNAY KA KHAYAL, THEEK 02 SAAL KAY BAAD AYA HAI. NADRA KIOSK MACHINES KA CROROO RUPESS KA PROJECT JAB PUBLIC KO EDUCATE NA KARNAY KAY BAIS FAIL HO GAYA TAU HIGHER AUTHORITIES KO SATISFY KARNAY KAY LIAY ESAHULAT SET-UP INTRODUCE KYA GAYA. ESAHULAT SAY CROROO RUPEES LICENCE FEES, NON-REFUNDABLE KE SURAT MAY JAMA KAR LIAY, AUR PRE-PAID RECHARGE ACCOUNT KAY ZARIYE CRORE AND LAKHS OF RUPEES KE ROLLING / UTILIES KARNAY KA MOKA HATH AA GAYA. AB BHI ADVERTISE NAHI KARAY GAY TAU FRANCHISEES KAY BHAAG JANAY SAY JO NUKSAN HO GA WO BOHOT ZIADA HO GA. JEE HAA, KABHI IS PER BHI GHORR KYA KARO YARO. REH GAI SAHULAT KE BAAT, KAY 02 SAAL BAAD BHI KOI NEW PRODUCT INTRODUCE NAHI KE, TAU BHAI BAAT YE HAI KAY AP SHAYAD BHOOL GAE KAY NADRA AAKHIR KAR GOVERNMENT DEPARTMENT HAI, KOI PRIVATE, PROFESSIONAL, BUSINESS ENTITY NAHI.
+ Comments + 4 Comments
Yeh add kab aaya hay and kis news paper main.?
yeh facility to 2 saal say mojod hay aor sari dunia ko pata bhi hay.....
yeh baat sun kar maloomat main izafa hua hay kay nadra e sahulat centers ki taadad 5000 ho gai hay (Target 50,000+) ka hay lakin sahuliat wahi hay jo 2 saal pehlay thi .
nadra ki kisi website par in sahulat centers ki koi detail nai hay kisi qisam ki koi directoy nai hay UBL Omni and Telenor easy paisa shops ki complet detail un ki website par mojod hay. lakin nadra walay jin ko yeh aizaaz to hay kay un kay pas dunia ka sab say bara database hay apnay e sahulat faranchise ki directry bananay main abi tak naakam hay ya shahid un ko abi tak is ka Theeka nai mila anyhow..............
Kaash is mian BISP , Monty Trf wo bhi
International, Easy Load,Railway , PIA Ticketing etc ki baat bi hoti
Akhlaq Ahmad
E SAHULAT KE NEEND UREE HUE HAI ...........
YES ; ITS TRUE **********
TELENOR EASYPAISA, ZONG CSC BILLING AUR UBL OMNI DUKAAN KAY ANAY SAY NADRA E SAHULAT KEE NEEND UREE HUE HAI. JEE HAA, NADRA KO APNA LAKHO RUPEES KA LAGAYA HUA SET-UP KHATRAY MAY DIKH RAHA HAI, IS LIAY AB KABHI SSGC BILL PAY, KABHI EXPRESS NEWSPAPER MAY AD DAYNAY KA KHAYAL, THEEK 02 SAAL KAY BAAD AYA HAI.
NADRA KIOSK MACHINES KA CROROO RUPESS KA PROJECT JAB PUBLIC KO EDUCATE NA KARNAY KAY BAIS FAIL HO GAYA TAU HIGHER AUTHORITIES KO SATISFY KARNAY KAY LIAY ESAHULAT SET-UP INTRODUCE KYA GAYA.
ESAHULAT SAY CROROO RUPEES LICENCE FEES, NON-REFUNDABLE KE SURAT MAY JAMA KAR LIAY, AUR PRE-PAID RECHARGE ACCOUNT KAY ZARIYE CRORE AND LAKHS OF RUPEES KE ROLLING / UTILIES KARNAY KA MOKA HATH AA GAYA.
AB BHI ADVERTISE NAHI KARAY GAY TAU FRANCHISEES KAY BHAAG JANAY SAY JO NUKSAN HO GA WO BOHOT ZIADA HO GA. JEE HAA, KABHI IS PER BHI GHORR KYA KARO YARO. REH GAI SAHULAT KE BAAT, KAY 02 SAAL BAAD BHI KOI NEW PRODUCT INTRODUCE NAHI KE, TAU BHAI BAAT YE HAI KAY AP SHAYAD BHOOL GAE KAY NADRA AAKHIR KAR GOVERNMENT DEPARTMENT HAI, KOI PRIVATE, PROFESSIONAL, BUSINESS ENTITY NAHI.
JAB TAK BEWAKOOF ZINDA HE AKALMAD BHOKA NI MARE GA
AB KYA ROONA KYA PACHTANA JAB CHORYAN CHOG GAY KHET
Nadra waly chalan kachwa ki chal UBL omni wala kharqsh ki chal.
Post a Comment